Skip to main content

INRODUCTION

Priy mittro namaskar 

Mai sarita mishra mojhe blogging ke bare me kuch bhi nahi pata bat mittro mai apni fhiligs aap ke sath shear karna chahati hu aor aap ko apna dost banana chahati hu aor kuch aise jeevan ke bare me batana chahati hu JisĂ© log jante to hai bas use mante nahi aor isi se jeevan me kuch bhi accha nahi hota 

mai ak happy family ka sapna dekhati hu surf apne liye nahi balky samaj ke prattek ghar ke liye ,Kay aisa sambho hai  (kyu nahi a kyu gar insan sirf apne bare me socana chod kar dusaro ke bare  me sochna suru kare tu)  aur dusaro ke bare me Kay mai to kahti hu ki dusaro ko chodo  sirf apni family ke bare me hi socho to dekho kaise samaj me ak aisa  ahasas dikhega ki jeevan jeene ka man apne aap hi hoga

 socho kaisa lagega agar aap kisi mushkil me ho aor koi rasta n dikhe itane me aapka bhai aakar piche se aap ke kandhe par hath rakhe aor sirpha itana Kane ki bhai tu chinta mat kar mai hu n mil kar ham iss paresani ka samana karege bas dekhana us samay yakin maniy aap ko aisa lagega ki aap bekar me Paresan ho rahe the paresani to kuch hai hi nahi 

kya aisa ho Sakta hi ki ham jis bhi gar me jaye vaha name pyar aor visvash ka aisa najara dekhane ko mile ki hamari aankho se khushi ke aansu nikal jay Kao nahi ho Sakta hame bas apni chinta karne ke bajay sab ki chinta karne ki jarurt hai bas vaise ye duniya sundar to hai hi phir dekhna ye duniya aor bhi khoobsurt aor hasin ho jayegi 


imagination


Comments